Bojh Utha Kandhe Par Lyrics
Hindi
बोझ उठा कांधे पर, यीशु के पास आओ -2 वो है मुनज्जी तुम्हारा, गिरते हुओं का सहारा
मेरा जुआ है हल्का,
तुम्हारा वजन है भारी -2
मैं हूँ नम्र दिल का,
तुम हो निर्बल प्राणी
मेरे से आकर सीखो,
मैं हूँ तुम्हारा साथी
तुम में से प्यासा है जो,
मुफ्त में पानी पी ले -2
और जो भी है भूखा,
आकर तृप्त हो जाए
यीशु पुकार रहा है,
मेरे पास आओ
जो मेरे पीछे आए,
अपनी सलीब उठाए -2
जो मेरा बनना चाहे,
अपने को सूली चढ़ाए
यीशु का वचन यही है
यीशु की आज्ञा यही है -2
English
Bojh Utha Kandhe Par,
Yeshu Ke Paas Aao -2
Wo Hai Munajji Tumhara,
Girte Huon Ka Sahara
Mera Jua Hai Halka,
Tumhara Vazan Hai Bhari -2
Main Hun Namr Dil Ka,
Tum Ho Nirbal Praani
Mere Se Aakar Sikho,
Main Hun Tumhara Sathi
Tum Me Se Pyasa Hai Jo,
Muft Me Paani Pi Le -2
Aur Jo Bhi Hai Bhukha,
Aakar Tript Ho Jaye
Yeshu Pukar Raha Hai
Mere Paas Aao
Jo Mere Peechhe Aaye,
Apni Saleeb Uthaye -2
Jo Mera Banna Chahe,
Apne Ko Suli Chadhaye
Yeshu Ka Vachan Yahi Hai
Yeshu Ki Aagya Yahi Hai -2
Bojh Utha Kandhe Par | Shishye Thompson
- Sabse Uncha Sabse Pyara | Shishye Thompson
- Sankat Ke Din Gaunga | Shishye Thompson
- Lahu Bahane Wale Yeshu | Shishye Thompson


0 Comments